Tuesday, October 11, 2011

HAR LAMHA JO HUME GUZAARE ....

har lamha jo hume guzaare tere intazaar main '
uska koi maine hi na rahein
ke zindagi hogai hain dur itani
aab zindagi ko paane ki aas nahin

koi kehta hain dil ka dard kam kar yaar
jo kuch hain usmein khush rah tu yaar
khush to aapneaap ke liyien bahut hu main
baas use khush dekane ki aas dil main hain

kehata hain khush hu main jaisa bhi hu
tu kuch bhi nahin hain kehati hu main
use kaise samjaau ke dard dil ka kya hain
baas dard mera nahin uska hain

guzare hue pal baas nahin hotein
ladti hu main ke woh pal mujhe dede
kehata hain jo pal hain usmein khush rahtu
kehati hu main khogayein woh pal bhi to mere hain

No comments: