Sunday, October 2, 2011

baarish ke mausam mein

baarish ke mausam mein,
chaatein hain badal aasaman mein!
pyaar ke dino mein,
aatein ho tum kwabon mein!!

roka tha dil ko kayi baar,
par dil na ruka !
tumhein yaad kartein kartein,
ye dil bhi tuta!!

pyaar kiya hain sirf tumse,
chaahein poochalo zameen aasaman se!
aakhir jaayein kaha tumhein chod kar,
tumhare dil se juda hokar!!

chaand sa hain chehara tumhara,
taaron ki tarah aakhein tumhari!
chaand bhi tum se hain kya,
tumhari aadayein hain usmein bhaari!!

rok lo dil ko janam,
ye sheesha hain pathar nahin!
khayeinge gam pyaar mein,
tum se juda hokar hum hi nahin!!

No comments: