Tuesday, March 26, 2013

ZINDAGI MEIN LOG....


zindagi mein log kai aatein aur kai chalein jaatein hain!....
par hum unka haat thaame chalrahein hain!!
jisne humara saath kadam kadam par diya hain!
woh hamare dil mein jagah banayein betein hain!!......
by pallavi
----------------------------------------------
kehatein hain zindagi mein uttar chadav to rehatein hain!
 aksar log bhul jatein hain ke khuda bhi saat rehatein hain!!
 dil jise tanhai ka naam de betataa hain!
use hum khuda ki mehaphil kiya kartein hain!!
by pallavi......

dhunla dhundala sa samaa..
aakhon mein nami si aajati hain,!....
is nazare ko dekh kar baas kisi ajnaabi ki yaad aati hain.
jarne ko nadi se milne ke liyein,
dur kahin aasaman se girata hu main...
baas tujhese milne ko tarasta hu main....!!
aasaman mein ye udatein badal tu dekh....
ke tujse pehale pahuncha hu main....
barsat ki tarah tu gir ke bhi uske paas pehale rahunga main!
dur kahin aasaman se sambal sambhal kar utarti hu main......
patharon ke bich se guzarti hu main,
manzil to meri dur hain magar.........
hosala na kabhi harungi main,

No comments: