kho kar kuch lamhein yaadon ke,
in aasaman mein kho diyein hain
saarein.
pall ko chunkar jo rakhein thein
zindagi main,
tukade hokar rahgein woh saarein.
mohabat mein kamzor paaya apne aap
ko,
baas dil se thaam na saake
zindagi ko.
kho diyein saarein armaan khud ke
haaton se,
baas chod diya zingai paane ki aas
ko.
khamosh raaton mein.....
kaagaz par likhatein jatein hain,
najane dil ki kaun si fariyad...
baas dil mein hi ragai,
dil ki har aas aur har ek murad.
ya phir...
neend na aane ka bahana dundakar,
baas likhatein hain in kamosh raaton
ki aawaz...
tum se dur hokar jine ki kho gai har
ek ustaaa,
baas kuch na karne ki tut gai aas...
dil ke tanhai ko dur karane ki hain
koish aab,
mohabat ka sahara tha jo ji rahein
thein hum.
aab us aas ko haton se tod diya ,
jo tha mere paas.
kehata hain dil mujhe zinda to
raheigi tu,
meri barbadi ka tamasha dekhegi tu.
tujhe maut ka sahara bhi nasib nahin
hoga,
ke tune kar di itni baadi khata…
saaasein to chal rahi hain aab,
magar zindaa nahin hu.
mere dil mein dard to hain ,
magar ruh se judi nahin hu.
is dard ki koi daava nahin hain,
ke jine ka khukam jo mila.
koi insaan ka khukam toddu,
todu mein khukm kaise khuda ka.
baas aab mujhe jeena to hoga,
dil mein kamoshiyon ko dabana hi
hoga.
baas aab baas bhi kar ye dil,
tu kitni shikayat karata
jayega.
dil ki fariyad tu kise sunayeinga,
dil ki aawaz sune wala koi nahin.
dil ka dard dil mein dab jayeinga,
baas ruh se judane ki aas nahin.
soochata hain ke main khud garz hu,
baas uska nahin mera soochati hu!
use kaise kahu ke uski deewani hu,
baas uske hi dhun mein rehati hu!
aasu bhi nikaltein hain to baas uske
liyien,
zid karti hu to uske paas!
kehta hain tera bachpana chod de,
de kar dekh tu bhi mujhe pyaar!
main bhakt hu woh khuda hain mera,
main dard hu woh dava hain mera!
usko nazaron ke saamane rakhna hain
hamesha,
baas yahin zid hoti hain meri
hamesha!
soochata hain ke main khud garz hu,
baas uska nahin mera soochati hu!
use kaise kahu ke uski deewani hu,
baas uske hi dhun mein rehati hu!
har lamha jo hume guzaare tere
intazaar main
uska koi maine hi na rahein
ke zindagi hogai hain dur
itani
aab zindagi ko paane ki aas nahin
koi kehta hain dil ka dard kam kar
yaar,
jo kuch hain usmein khush rah tu
yaar!
khush to aapne aap ke liyien bahut
hu main,
baas use khush dekane ki aas dil
main hain!!
kehata hain khush hu main jaisa bhi
hu,
kehati hu main kuch bhi nahin
hain tu!
use kaise samjaau ke dard dil ka kya
hain,
baas dard mera nahin uska vaastein
hain!!
guzare hue pal baas nahin hotein,
ladti hu main ke woh pal
mujhe dede!
kehata hain jo pal hain usmein khush
rah tu,
kehati hu main khogayein woh
pal bhi to mere hain!!
DIL KE DARD KO KYA KAREIN ,
KE KAAM HI NAHIN HOTA.
BAAS IS GAM KO KAAM KARNE KA,
KOI MARAHAM NAHIN MILTA.
DIL TO NAADAN HAIN! KUCH BHI KARTA
REHATA HAIN,
TERE HI DIL KO SAAZA, DETA REHATA HAIN!
KHAMOSHIYAN HAWAON MEIN CHAANE LAGI,
BAAS AAB TERI AAWAZ MAIN GUN GUNANE
LAGI,
PAR DIL SE AAWAZ AATI HAIN KE.....
KHUDA SE BHI MAINE ,DAGA BAAZI KAR
DI....
AAB KAHAN SE HOGI MERI JEET,
JO DIL SE MERE BADUAA NIKALI !
KE DARD JAB TAK USE DETI RAHUNGI,
TAB TAK MERE ZINDAGI KO SAAZA
MILEGI!
JISKA INTEZAAR MAINE ZINDAGI BHAAR
KIYA,
US DIL KE TUKADE KO
PAL MEIN TUKARA DIYA!!!
AAB KYA RAHA ZINDAGI MAIN,
JAB ZINDAGI KO CHALANE WALA WOH DIL
HI NA RAHA.
US SAAZA KO PAANE SE, USE DIL
KO KHO DU MAIN,
KE SAPNO MAIN DIL KO... JEETEIN
HUE DEKHU MAIN!!
AATA HAIN MERE PAAS,
KARTA HAIN BAATEIN MERE SAATH!
DETA HAIN DIL KO KARAR,
JAB DIL HOTA HAIN BEKARAR!
AATI HAIN AAWAZ KISI KI,
AATA HAIN CHEHARA KISI KA,
KUCH JAANA SA...KUCH PECHANA SA.....
NA JAANU WOH KAUN HAIN PAR JAANU
ITANA KI WOH ,WOH HAIN!
AATA HAIN KABHI SURAJ BAN KAR YA!
KABHI CHAND BAN KAR
KHILTAA HAIN KABHI PHOOL BANKAR YA!
PHIR SITARA BAN KAR...
AATA HAIN KABHI KWABON MAIN TO,
KABHI KHAYALON MEIN
PAATI HU USE HAR ROOP MAIN ,AUR HAR
RANG MAIN....
HUM TUT JAAYEINGE,AGAR TUM NA
AAYEIN!
TUM AAJAO,ISE PEHALE KE KOI NAHONI
NA HOJAYEIN!!
PALLAVI
samane hone par bhi,
ho tum bahut dur…..
dil ke karib hone par bhi,
hain hum dil se majaboor….
dooba rehata hain dil,
tumhari hi yaad mein!
karu to kya karu? roouuu ya hasaan
karu?
yaad aatein ho tum baar baar dil
mein........
tum ne liya to dil,
par dena bhul gayein!
humse hui hain kya bhul,
jo yeh khata tum kargayein!!
dekha tha tumhein apne kwabon mein,
par soocha nahin ke aayogein kabhi!
tumhein dekhatein hi dil kho diya
doobatein gayein tumhari yaadon
mein…
tumhein jo soocha,
nikale tum vahi….
tumse jo chaahaaa
mila to vahi...
AATA HAIN MERE PAAS,
KARTA HAIN BAATEIN MERE SAATH!
DETA HAIN DIL KO KARAR,
JAB DIL HOTA HAIN BEKARAR!
AATI HAIN AAWAZ KISI KI,
AATA HAIN CHEHARA KISI KA,
KUCH JAANA SA...KUCH PECHANA SA.....
NA JAANU WOH KAUN HAIN PAR JAANU
ITANA KI WOH ,WOH HAIN!
AATA HAIN KABHI SURAJ BAN KAR YA!
KABHI CHAND BAN KAR
KHILTAA HAIN KABHI PHOOL BANKAR YA!
PHIR SITARA BAN KAR...
AATA HAIN KABHI KWABON MAIN TO,
KABHI KHAYALON MEIN
PAATI HU USE HAR ROOP MAIN ,AUR HAR
RANG MAIN....
HUM TUT JAAYEINGE,AGAR TUM NA
AAYEIN!
TUM AAJAO,ISE PEHALE KE KOI NAHONI
NA HOJAYEIN!!
No comments:
Post a Comment