Wednesday, September 21, 2011

rooka tha dil

rooka tha dil ko kai baar,
par dil na ruka!
tumhein yaad kartein kartein,
ye dil bhi tuta

chand sa hain chehara tumhara
taron ki tarah aakhein tumhari
chandbhi tumse hain kya
tumhari aadayein bhi usemein bhari hain

barish ke mausam mein
chaaya hain badal aasaman mein
pyaar ke dino mein
aatein ho tum kwabon mein

No comments: